Isko return karne ka Karan hai iska Jo kanch ka kam kya hua hai vah jagah jagah se kanch gayab hai aur जगह-जगह se kanch ud bhi raha hai aur fitting ke hisab se niche wala inner wear bahut uncomfortable hai fitting aur upar wala bahut tight hai or product damage bhi hai, isliye main isko return kar rahi hun