
WOOD
kg
Brown
1
1
Havan Items
cm
India
Name : Hawan Samidha Hawan ki Lakdi Hawan Kund Sticks for Hawan All Spritual And Merriage Pourpose 1 KG
Material : WOOD
Type : Havan Items
Net Quantity (N) : 1
Hawan samidha hawan ki lakdi ka use hamare Hindu samaj me Bhagwan ki pooja path or Hawan vishes taur pe kia jata hain taki ghar or parivar me sukh shanti hamesa bani rahe. Hawan karne ke liye kuch vishes tarah ki lakdiyon ka use hota hain jaise ki (AAM,PIPAL,BARGAD,JAMUN,KHAIR,GULAR,PLASH,SHISAM,BABUL,NEEM,ETC.) in sab lakdiyon ko hi pooja path or hawan me jalane ke liye use kia jata hain. Hawan poojan ghar me karne se ghar me jis bhi tarah ki negative energy ya phir kisi bhi tarah ki problam hoti hain wo sab khatam ho jati hain. Hawan me jab ye lakdiyan jalti hain to ghar me uska dhua sab taraf ghumta hain jisse ghar ki shuddhi bhi hoti hain or ghar me bacteria or fungus sab khatam ho jate hain is liye jab bhi hawan ki lakdi ka use kare to inhi lakdiyon ka use kare.
Thank you
Country of Origin : India
More Information