mesu bahut ganda aap hai,aur beemaan bhi hai...return wala rupya nahi de raha hai..mera return bhi le liya 28 di ho chuka hai..rupya abhi tak nahi aayaa hai..aaj kaal...kar raha hai..aap log koi bhi saamaan is se naa le agar len to soch samagh ke dil pe patthar rakh ke hin le..ki return nahi aane waala hai...