
2023
Other Islamic Religious Books
Maulana Wahiduddin Khan
-
First
Hindi
Paperback
301-400 Pages
Quran Majeed (Aasaan Hindi Anuvad) - Translated by: Maulana Wahiduddin Khan
1
Religion & Spirituality
GOODWORD
India
Name : Quran Majeed (Aasaan Hindi Anuvad) - Translated by: Maulana Wahiduddin Khan
Author : Maulana Wahiduddin Khan
Book Format : Paperback
Edition : First
Genre : Religion & Spirituality
ISBNÂ :Â -
Language : Hindi
Pages : 301-400 Pages
Publish Year : 2023
Publisher : GOODWORD
Sub Genre : Other Islamic Religious Books
Quraan Allaah ki taraf se utaari huvi ek daawati kitaab hai. Allaah ne Paighambar Muhammad sallAllaahu alaihi wasallam ko saatvi sadi Eesvi mein Apna numaainda banaa kar khada kiya aur aapko Apne paighaam ke sandesh-vaahan par niyukt kiya. Paighambar Muhammad sallAllaahu alaihi wasallam ne apne maahaul mein ye kaam shuru kiya. Isi ke saath Quraan ka thoda-thoda hissa zaroorat ke mutaabiq Paighambar ke upar utarta raha, yahaan tak ki 23 varsh mein Khuda ki taraf se Paighambar ke upar poora Quraan utaar diya gaya. Quraan Khudaai nematon ka abdi khazaana hai. Quraan Khuda ka parichay hai. Quraan bande aur Khuda ka Milan-Sthal hai.
Country of Origin : India
More Information
Helpful (0)
Helpful (1)